Chapter 46

2K 138 10
                                    

Mumbai 

"Jenny"  Dev barged in to Jenny's clinic
"Dev, tum iss vakt?! Office nahi gaya?"
"You fine?!"

"yeah! mujhe kya hoga?" She tried to act normal

"Really!, kal  tumhari tabiyat theek nahi thi na, aur maine kitni baar call ki, kitni messages ki, ek ka bhi reply nahi"

"voh...hmm.... main so gayi thi"

"Manik ko lekar pareshan thi na?" She started panicking

"What?...Main... main kyu.."

"Heyy relax, toh yahi baat thi..........ek minute, yeh tumhari haath mein kya hua? dikhao"

ek minute, yeh tumhari haath mein kya hua? dikhao"

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Kuch ... kuch nahi hai, voh chotta sa cut hai"

"voh toh yeh bandage dekh ke dikh raha cut kaisa hai. But kaise hua?"

"voh kuch puraani cheezon ko hatta rahi thi, tab voh naye khaav de ke chale gaye" She said in daze

"What?!! tum kab se yeh shaayaro mein baat karne lagi?!, vaise... I love that"

"Hmm... ab bus tum office jao.......... Jaoo"  She again came back to her normal happy self and pushed him outside the cabin lovingly.

............................................

.............................................

Kolkata

"Nandu....Nandu" 

"Hhh?"

"Kaha kho gayi thi?"

"Hmm... Pari... kal se tumhe college jaana hai na?"

"Haa, boring classes phir se... ohh maine toh yeh baat socha hi nahi, mere jaane ke baad tum toh yaha bahut bore ho jaayenge na? Shivi bhi nahi hogi"

"Hmm, maine kuch socha hai........ Pari tumhari shaadi ke liye abhi vakt hai na, and tab tak main yaha hu, so I'm thinking about taking a job"

"Job!!?"

"Haa, meri bhi time pass ho jaayengi aur experience bhi mil jaayegi na"

"Hmmm not a bad idea, actually, this is the best idea. Yaha bahut saari music colleges hai, so job toh yu mil jaayegi, kyun ki Baaba ki friends hai vaha pe"

"Nahi nahi, main music mein nahi balki kuch aur karna chahti hu, voh... maine parallel mein accountancy ki thi, so uss pe kuch karna chahti hu... uncle ke office mein...!?"

"Arrey haa, tum Baaba ke liye kaam karo, I mean, Baaba Basu Publications ki finance department handle kar raha hai and jab se unke tabiyat kharaab hua tab se main keh rah thi ki ek Assistant rakh lo, par voh nahi maani, kaha ki koyi trustful nahi hai. Par ab toh tum ho na, so isse achi baat kya ho sakti hai, aa ja, hum aaj aur abhi baat kar leti hai, chalo"

"Really!!, Thank You Pariiiiiiiiiiiiiiii" She hugged her

..................................

....................................

Next Morning

Baasu Baady

Anurag is in his room getting ready, and Mohini came inside with his tie.

"Anu, tumhe yeh trainee banne ki kya zaroorath tha, matlab tum Basu Publications ki eklota..."

"Maa, ese kaise,sirf main nahi hu,  Nivi di ko bhi utnahi  hak hai jitna mera, balki mujhse zyaada hai, isliye nahi ki unhone mujhse pehle join ki, isliye hai kyun ki unhone Baaba ke saath milkar Basu Publications ko expand kiya hai." He took his tie from her and started tying it.

"Anuu, Nivi iss ghar ki beti hai" Anurag turned and held her shoulders to make her sit on the bed.

At the same time, Moloy and Niveditha were passing through the corridor and got stopped hearing their conversation.

"Vahi toh Maa, Nivi di iss ghar ki beti hai. Main iss ghar ka beta hu iska matlab yeh nahi hai ki main hi Baaba ke baad CEO ban sakta hai. Nahi Maa, meri aur Nivi di ki hakk barabar ka hai aur sabkuch barabar ka hona chahiye. And... main trainee ban ke kaam seekhna chahta hu, business seekhna chahta hu, ta ki main apni khud ki business khadi kar saku."

"What? Khud ki business matlab?! Yeh sab kaun sambhalega, tumhara Baaba ka hard work hai beta"

"Vahi toh, sab Baaba ka hard work  hai maine kuch nahi kiya. Baaba ki tarah main bhi ek successful insaan banna chahta hu Maa, main apni pairon par khud khadi hona chahta hu"  Moloy came inside the room with a proud smile on his face.

"Moloy, yeh Anu kya keh raha hai, mujhe kuch samaj nahi aa raha"

"Tumhe kaise samaj aayega, kyun ki iss maamle mein beta toh mera hai,.... I'm proud of you my son"

All the while Nivedita has been standing there with a lot of admiration and love for her little brother.

.........................................................................................................................................................................................................................................................................................................................................


Sorry my dear readerss, 

Editing work got delayed due to network problem, that's why I couldn't post the chapter on yesterday.

A big waala sorry dearsss

"My" Soul! "My" Love!Where stories live. Discover now