Sleep was far away from both their eyes. They are in their own conflicts. Anurag got up from his bed and went towards the balcony, "Baaba ko main kal kya jawab du?! Prerna meri friend hai, isse zyada main uske baare mein socha bhi nahi hai. Shaadi kaise karu?!!"
On the other side, Prerna is walking to and fro in her room which disturbed Shivi's sleep. Shivi woke up and saw Prerna in tension,
"Dii, kya hua? Aap abhi tak sone kyu nahi aayi aur yeh kapde bhi nahi badli!!! Baaba ke liye pareshan ho? Ya phir shaadi ko lekar kuch baat hai?!"
"Dono"
"Di, Baaba ko kuch nahi hoga, hum kuch hone nahi doge.. Aur rahi baat shaadi ki toh, Anurag se acha ladka kaha milega Di!!?"
"Shivii, shaadi.. bahut badi baat hote hai. Aur main yaha ek decision nahi le paa rahi hu. Baaba bahut ummeed lekar bedha hai...."
"Dii, maine pehle bhi keh rahi thi na, ki aap dono ke beech mein pyaar hai, bas dono realise nahi kar rahe ho. Jab realize hoga na, tab koi tension nahi..?"
"Shivi, tum samajh nahi rahi ho, hum dono ke beech main pyaar nahi hai. Hum ache dost hai. Pasand karne mein aur Pyaar karne mein farak hai"
Suddenly, Prerna's phone rings,
"Anurag?!! iss vakt?"
"Hmmm!! dekha Dii, pyaar toh hai!!" Shivani laughed and turned to sleep.
Prerna took the call and went towards the window.
"Hello, Anurag?? itni raat ko?!!"
"Hai, Prerna, sorry..itni raat ko call karna pada. Voh Baaba ne ..... humari..."
"Hmmm... pata hai"
"Tumne kya jawab diya?!"
YOU ARE READING
"My" Soul! "My" Love!
RomanceA mixture of Kaisi Yeh Yaarian and Kasauti zindagi ki with an entry of Kuch rang pyaar ke aise bhi, and a pinch of Beyhad and Bepanaah