Drishti was sitting and searching some names for her baby.
Rakshit - to kya dhundh rhi ho iss laptop mai.
Drishti - mr shergill do maheno mai hmara baby hmare pass hoga hmare god mai hoga iss duniya mai hoga pr hmne abhi tak uske liye koi acha naam bhi nahi socha h.Rakshit - to ab soch lete h na. Tm batao kuch milla kya tmhe.
Drishti - nahi na mr shergill aisa koi naam nahi mill rha jo the rakshit shergill ke bache ko fit ho.
Divya came inside.
Divya - bilkul sahi kaha di aapne. Mujhe bhi aisa koi naam nahi mill rha.
Rakshit - to phir thik h na hm charo mill kr sochte h ki in dono ka kya naam rakhe.
Shikhar - right bhai.
Rakshit - mrs shergill mujhe lagta h ki ager hmari beti hui to uska naam rakshita hona chaiye aakhir meri beti jo h.
At this divya's baby kicked.Divya - di naam sunker baby ne kik kiya.
Drishti, - lagta h tere baby ko ye naam pasand aagaya.
Shikhar - acha baby( keeps his hand on di
Drishti - pr kya fayeda hoga to beta.Divya - di aapne kya aapni teesri aankh se dekh liya h ki kya hoga.
Drishti - nahi pr mujhe larka chaiye.
Or uska nasm na drikshit hona chaiye aakhir wo hmara baby jo hoga.Rakshit - not bad mrs shergill.
Shikhar - ya aaplog ne to soch liya pr hmare baby ka kya.
Divya - mujhe bhi beta chaiye or jaise di ne naam socha h waise uska naam mujhe sujh he nahi rha.
Drishti - waise siddharth bhi acha naam h.
Shikhar - bhabhi kya sahi naam h ismay to D ka d bhi h or shikhar ka S bhi i mean kuch nahi se kuch hona better hota h na.
At this drishti 's baby kicked.
Drishti - iss bar mere baby ne kick kiya.Rakshit, - lagta h mere baby ko apne bhai ka naam pasand aa gaya hn.(keeps his hand on her stomach )
Divya - right. Mujhe bhi ye he lagta h.
Shikhar - pr mujhe beti chaiye or uska naam shivya hoga.
Rakshit - not bad.
Drishti - chalo baby ka naam to tay ho gaya. Bs baby aap jaldi se baher aa jao na mumma wants to see u.
YOU ARE READING
channa ve #divyadrishti
FanfictionDivya drishti who were separated in childhood met after 20 years and story is all about how rakshit falls for drishti going against his ego and attitude.