Part 18

167 13 1
                                    

Next day, the fab 5 and the gang shifts to the villa.

Taani- its amazing monster. Super villa. Yahan woh har cheez hai jo hume chahiye thi. wow ye achcha kia sab girls ka same design hai. We always like to have same things

Manik- yes thats what we did. Boys ke rooms ek jaise hai, girls ke bhi, and parents ke bhi. Bas guests room alag alag hai.

Dhruv- haan toh lets decide ke woh wale ghar ka kya karna hai. So that jab tak hum wapas aayenge jodhpur se tab tak woh ghar ka jo bhi renovation hoga it will be done.

Taani- achcha maine socha hai woh ghar na empty karwa lete hai. I mean wahan hum niche jo dance rehearsal hall usko extend karte hai half living room tak, and nice wahan dressing room, changing rooms banate hai. For dance team. And upar wale floor pe sound proof jam room with changing rooms and dressings rooms. And upar terrace pe we can cover it with sound proof glasses we can have family space like here.

Nandu- nice baby. I loved the idea. Lets keep that as professional wala things.

Mukti- yes ye sahi hai.

Abhi- haan main bhi soch raha tha niche ek study banate hai, jaha nandu, main, navu hum log apna kaam kar sakte hai. If we keep rehearsal hall just like that.

Swayam- haan toh yahi karte hai. Rehearsal hall already bada hai. Usko extend karne ki zarurat nahi hai. Toh ground floor changing rooms, dressings, and do study banate hai. Ek apka office, ek girls ka study.

Manik- so final. Dhruv ask rohit to get the designs ready as per our requirements. Ask them to keep everything in white, use italian marbles and jam room mein fab 5 ka bada sa portrait, rehearsal hall mein D3 ka, study mein nandu aur navya ka, office mein abhi ka. Aur ghar ke enterace wall pe hamari family photo.

Alya- haan aur us ghar ka naam "Stars & Fireflies" rakhte hai. Manik ki wajah se hum sabko stars pasand hai, aur nandu ki wajah se fireflies. Since we all love these two things toh yahi naam rakhte hai.

Cabir- waah waah. Matlab itna dimag kahan se aaya make up kit???

Alya- shut up cabir.

Manik- okay bachcho! Stop fighting! Toh kal se kaam start karne bol do dhruv. Ask him to make it like here stylish, rich, and elegant.

Dhruv- okay!

Nandu- achcha toh mama mami nani, masi sabko surprise de rahe hai right!

Mukti- haan ye toh hai cabir tune bataya nahi na???

Cabir- nahi yaar! Aur manik mom dad kab wapas aa rahe hai??

Abhi- yaar unhe time lagega. Woh wahan andrew ko train kar rahe hai, how to work under any emergencies. Uske baad woh sare digitalise karenge, fir yahan aayenge.

Manik- minimum 6 months maan lo.

Nandu- bahot zada time hai manu.

Taani- ye toh hai. I miss bua and fufu.

Swayam- achcha sun mein group pe message kar deta hun ki we will out of town for 10-15 days. Sidhe new session mein aayenge.

Taani- haan kar do bhai. Abhi mujhe unse baat nahi karni. They will ask na ki kyon busy hai, kya hua hai woh sab cheez i just want sometime to soend with my family, my sweetheart nandu and my monster. Main sharon ko ek personal message kar deti hun explaining her.

Swayam- haan theek hai.

Other side, D3 gang is sitting in reys homez

They all get message notification.

Rinni- waah hum sabko ek sath message aaya hai??

Simmi- haan D3 group pe aaya hai swayam ka

Rey- they will out of town for two weeks

Life Always Gives A Second ChanceWhere stories live. Discover now