A sacrifice

1.1K 81 16
                                    

It's been 4 days since akshara is staying with sharmas

Her bond with neelamma is increased and she started feeling comfortable in the house

But abhinav sharma being abhinav sharma was all ignoring akshara, this made her pissed her off and decided to confront him

Ak: sharma ji

An: ji akshara ji aap ko kuch chahiye Mai muskan ko bulake aata hoon

Ak: ji mujhe aap chahiye

An: kya

Ak: I mean muje aap se baat karni hai

An: mujhse ??? boliye.

Ak: mai kya aap ko bootni dikhti hoon

An: ji nahi tho. Aap aise kyun bol rahe ho

Ak: phir aap mujhse kyun baag rahe ho 4 din se dekh rahi hoon mai. Aap mujhe aise ignore kar rahe ho jaise mai exist hi nahi karti

An: woh ji hamara pehli mulakat yaad kar ke thoda awk woh kya kehte awkward haa awkward ho raha hai

Ak: I know hamara pehle 2 meetings normally nahi hai. Aur aap meri help kar rahe the aur Maine aap ko sunai bhi diya aur gusse mein thapad bhi maara hai. Issi liye aap ko awkward lagta hoga na mujhse baat karne

An: nah ji nah mai aap hi ke baremein soch ke awkward feel kar raha hoon. Aap hi ko ajeeb lagta hona issi liye mera tho kya hai mai itna pyaara hoon ki log ko buz 2 din mein mujhse pyaar ho jayega dosti tho ek pal hogi

Realized what he said

An: ah I mean mera Matlab woh bhi nahi tha. *awkward* ah abhinav tera badbad chalta hi rahega jisse gadbad hogi. Kya karta hai tu. *fake smile* woh sorry ji mai

Akshara smiles

Ak: dekho ab tho mujhe 9 mahine tak yahi pe rehna padega ab kya tab tak roz aise hi mujhe ignore karenge socho Kitna muskhil hoga Mr. India banne mein.

An: mushkil tho hai. Per meri zuban ki battery na katam hi nahi hota aur mai bolne se pehle sochta bhi nahi hoon. Agar kuch ulta seeda bol diya aur aap hurt hua tho aur aap mujhe phirse chaata maara tho. Issi liye

Ak: *smiling* koi baat nahi mai samajti hoon aur thapad nahi marungi promise

An: pakka *excited*

Ak: haan tho *forwards her hand* mujhse dosti karenge pakki wali

An: dosti *forward his hand with happy tears* aap ne iss middle class aadmi ko dost keh ke apna badapan dika diya hai yahi bahut hai ji

Ak: paison se aap shayad gareeb honge per dil se bahut ameer hai. *shakes hand* aur aap ke jaise dosti ki tho har kisi ko zaroorat hai

Abhinav smiles

An: aap ne khaana kaaya

Ak: khaana kaaya hai aur dawai bhi liya hai buz aap hi reh gaye

An: haa thoda kaam tha neelamma muskan kaha hai ???

Ak: muskaan abhi clg se nahi aayi. Neelamma andar kuch kaam kar rahi hai

An: *shouts* amma khaana laga dhe.

Ne: *shouts from inside* khud laga ke khaale warna thodi dher ruk ja mai kaam kar rahi hoon

An: *shouts* teek hai

Ak: mai laga doon

An: aap kaise

Ak: abhi tho dost kaha hai aur ek pal mein parai kia very bad

An: nahi nahi aap laga dho khaana

*****

Chalte Chalte Where stories live. Discover now