MISSION DAY

356 107 8
                                    

Aaj Haseena aur saare MPT members ko mission ke liye nikalna tha.


DSP - Everyone understood everything right?



Everyone - Yes sir!




DSP - Ms.Malik.....




Haseena - Ji....sir....




DSP - I know ke aap ke liye thoda uncomfortable hoga, but it's duty




Haseena - I know sir....




DSP - Alright everyone, get ready to leave




Saare car mein Jake baith jaate hai.



Haseena - Pushpa ji...




Pushpa ji - Jante hai, aap chinta mat Kariye, hum sab ka khayal rakh lenge, aap Shanti se jayie aur jaldi wapis Aayie




Haseena - Thank you....Aate hai




Haseena bhi car mein baith jaate hai. Aur. Car waha se chali jaati hai.



Pushpa ji - Hey shiv ji, Sab ke raksha karna




HALFWAY TO DELHI*

Cheeta - santu ji, gaadi rokiye....




Santu - Nahi, abh yeh car sidha Delhi kake he rukege



Cheeta - Baat ko samjhiye santu ji, agar aaj ye gaadi nahi ruke, to hum kahi rukne ke layak nahi rehnge




Haseena - Santosh car side mein lijiye




Santosh - Ji madam sir



Cheeta fata fat car se utar kar jhadiyon mein chala jata hai.



Haseena - Hum bhi jara aate hai...




Mishri - Hum bhi aapke saath chalte hai




Haseena - WHAT?




Mishri - Woh...




Haseena - Phele aap chale jayie hum baad mein ho aaynge



Mishri - Ji....



Mishri car se niche utarte hai.



Mishri - Kya yaar aacha mauka tha, Kuch na kuch to karna padega....




Kuch der baad sabhi Car mein wapis baithe jaate hai.



Santosh - Chale .....




Madam sir - Ha..... Santosh agar raste mein koi dhaba dikhe to car rok dena waha




Santosh - Ji ....




Billu - Ha ha... Mast chai nashta karenge....



Cheeta - Ae...bakasur Itna khake to nikle the na Thane se, phir bhi bhook laga hai tumko



Billu - Ha itna time bhi to ho gaya.....




Madam sir - Koi baat nahi, Ruk ke kuch kha lenge, Santosh car start kariye aap




Santosh - Ji madam sir.....




GULLU DA DHABA*

Waiter - Aahooo ji.....Gullu de dhabe pe aapka bahut bahut swagat hai ji, boliye ji kya lau




SHADI YA BARBADI (Completed)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें