In last Chapter Vinita was about to tell something to Mr.Chakroborthy.
Vinita closing her eyes in fear : woh baba main or som ji ek dusre se piyaar karte hain.or hum dono ek dusre se shadi karna chahta hain.
Everyone got shocked including Anidita.
Som : ji uncle main Vinita se bohat piyaar karta hu. uske liye kuch bhi kar sakta hu.
Flashback : Vinita about to leave but Som stopped her.
Som : vinita...I am sorry. mujhe fark nehi padhta tum kaisi ho main bas itna janta hu ki main tumse Piyaar karta hu. or ha main yeh shadi karunga. koi kuch bhi bole.
Vinita : sacchi?
Som : ha Vinita I love you.
Vinita : I love you too som ji.
They hugged each other.
Flashback ends.
Mr.Chakroborthy : par main yeh shadi nehi chahta.
Bondita : kiyu uncle? Som dada bohat acche insaan hain. woh Vinita ko humesha khush rakhenge.
Mr.Chakroborthy : baat woh nehi hain ke Som kaisa hain. mujhe daar hain to ish samaj ka.
Anirudh : uncle. humpar bharosa rakhiye main Vinita ko kuch nehi hone dunge hum.
Mr.Chakrabarty : tun log jante ho ke Vinita kabhi maa nehi ban sakti? uske badh bhi?
Som : uncle hum sab jante hain. or maine fir bhi Vinita ko hi chunah. main usse bohat piyaar karta hu or woh jaisi hain waise hi apnane ko taiyaar hain.
Mr. Chakroborthy : yeh sunkar mujhe bohat accha laga. par beta kiya apke gharwale manenge?
Som : hum puri kosis karenge mana neki or agar nehi mane tabh bhi main Vinita se hi shadi karunga. Yeh wadah hain mera.
Anidita : or hum tumdono ke sath hain.
Mr.Chakroborthy : thik hain par tum logo ki ladai asan nehi hogi.
Bondita : main apni dost ke liye sabse ladh sakti hu. yeh aap bhi jante hain.
Anirudh : or main bhi pura sath dunga uncle.
Mr.Basu : to phir rista pakka?
Mr.Chakroborthy : main pehle TRC or BRC ji ki rai jan nah chahuga. fir hi koi faisla lunga.
Anirudh : Thik hain uncle woh hum par chodh dijiye.
Som and Vinita : Sukriya uncle/ baba.
Mr.Chakroborthy : to thik hain aab hum chalte hain.
Vinita hugged Bondita.
Vinita : tujhe bohat miss karungi.
Bondita : main bhi par ziyada der nehi. aab to hum sath rahenge humesha. kiyu som dada?
Som and Vinita blushed.
Vinita holdin Som's hand : aap manalege na?
Som : ha Vinita mujhpar yakin rakho.
They lost in each other.
Anidita : ahem ahem.
Somnita (Som Vinita) came in reality.
Mr.Chakroborthy : aab chalte hain.
They left.
Bondita : aap dukhi maat hoiye. woh jaldi wapas ajayegi.
Mr.Basu : bohat hogaya aab sone chalte hain.
Anidita went to Bondita's room. Both were quite.
Bondita in mind : maine khamakha patibabu pe ghusaa kiya. pata nehi kiya soch rahe honge.
Anirudh in mind : mujhe bhi bondita ko samajhna chahiye tha.
Anidita : suno/ suniye
Anidita : kaho/kahiye.
Bondita : pehle aap kahiye.
Anirudh : pehle tum kaho.
Bondita : nehi aap kahiye
Anidita together : I am sorry..... and hold their ears.
They started laughing.
Bondita : Sorry patibabu maine aap par ghussa kiya.
Anirudh : main bhi sorry. mujhe bhi samajhna chahiye tha.
Bondita : hum to samjh gaye par kiya gharwale samjhenge?
Anirudh : hum milkar samjhayenge to zarur samjhenge.
Bondita : par yeh samaj. jab sabko pata chalega tab pata nehi kiase kaise bate karenge.
Anirudh : hum milkar samaj se ladenge. yehi to main chahta tha humesha se ke tum or main tark se fark mitaye.
Bondita : or hum zarur mitayenge.
Anirudh : hum honge kamiyap
Bondita : hum honge kamiyap.
They hugged each other tightly.
Anirudh : waise tumhara kamra bohat sundar hain.
Bondita : ha woh to hoga hi main khud hi itni sundar hu.
Anirudh : woh to hain. apki isi sundarta pe to hum fidah hain.
Bondita : accha? or agar kalko meri sundarta pe kuch hojaye tabh bhi?
Anirudh : or aisa kabhi nehi hoga. main tumhari sundarta se nehi tumse piyaar karta hu Bondita. or humesha karunga.
Bondita : sotti patibabu?
Anirudh : Sotti. tumhe nehi lagta tum kuch bhul rahi ho?
Bondita : kiya patibabu?
Anirudh : wohi jo tumne ushdin nehi kaha.
Bondita : kiya nehi kaha?
Anirudh : are wohi. jo sab kehte hain.
Bondita intentionally : kiya kehte hain patibabu sab?.
Anirudh : are wohi.
Bondita : kiya wohi?
Anirudh : bondita...?😑😑
Bondita : patibabu.... 🤭
Anirudh : mujhe tumse baat hi nehi karni main sone jaa raha hu.
He went to to bed and lie down.
Bondita : Good night patibabu...😁
Anirudh : huh 😒😒
Anirudh turned his face.Bondita also lie down beside him. She slowly went near his ear.
in ear : I...
Anirudh still turning : ha age.
Bondita : love...
Anirudh : ha...
Bondita : love...
Anirudh : age bhi bolo.
Bondita : I love
Anirudh : ha...ha.
Bondita : I love rosogollas....started laughing.
Now Anirudh turned with jerk and glare at her.
Bondita : kiya hua patibabu.
Anirudh blow his cheeks. Bondita kissed him first on right cheek then left cheek.
Anirudh was surprised :😳😳😳
Bondita : aap to lal hogaye.... ek or du kiya?
Anirudh happily : ha ha do na.
He forwarded his cheeks.
Bondita : ajke liye itna hi kafi hain.
Anirudh : bondita...tumhe to main....😤
Bondita giggled and pretend to be in sleep.
Anirudh : yeh bondita humesha aisa karti hain...😩😩 Anirudh pata nehi tera kiya hoga.
He also slept.
Will Anidita able to convince their family for Somnita's wedding?
YOU ARE READING
Jag andhera tu sitara mera (Complete ✅)
FanfictionThis ff was created on Colorstv's most popular show barristerbabu. Its totally based on my imagination. I am starting my story from Manorama and Anirudh's marriage track. Anirudh asked bondita to go hostel or accept his marriage. But Bondita ran...