1. |
Jaago जागो
04:20
|
|||
Doob raha hai
yeh desh yahaan
aaj saath nahin
zubaan
jeelo yeh zindagi
ya chodo yeh jawaani
jaago
jaago
jaago
jaago
|
||||
2. |
||||
Maine pee liya zeher
zara mujhe khush kar
baatein nahi
kuch ga de sahi
yun hi
khatam jawani
|
||||
3. |
Mere saath मेरे साथ
03:07
|
|||
jeene ka
hai maamla
baazu
mein ilaaj
seene se
hataado aag
kaanon
se woh baat
chod aao woh jaat
chod aao bhagwan
aur aao mere saath
aao mere saath
bhool jao
bhool jao
waadon ko tum
tod do
dhaagon
ko to kaat
saanson ko
tum chod do
dheela hai
to maan
chod aao woh jaat
chod aao sansar
aur aao mere saath
aur aao mere saath
aao mere saath
bhool jao
khil jao
bhool jao
|
||||
4. |
Nikamma निकम्मा
03:31
|
|||
choda maine sapna
tere liye apna
tu to nahi badla
mujhko hai dar
teri fikar
teri fikar
kya hai woh jo apna
mujhko bhi sikhaade
paani to pila de
mujhko hai dar
teri fikar
aise taise baaton mein
hum bigaad jayenge
daude yahaan se
to phisal jaayenge
sach hai tu haseena
jis ka dil hai saaf
jisko maine cheena
chilka chod diya
thi meri nadaani
ki mein na sun saka
socha mein tha kaafi
lag gayee hai hawa
par ab mein yahaan hai
aur ab tu yahaan hai
peeche dawaa hai
aage hai pyaar
dheere dheere dheere aayenge
ruk mat jaanam
hum bhi tere saath hawa lenge
kabhi kabhi kabhi jaanam
hum bhi tere khwaab mein shyamil the
kabhi mat uthna
kabhi mat rona
jab mein chahoon
duniya sajaaon
duniya sajaaon
duniya sajaaonga
duniya sajaaonga
|
||||
5. |
||||
6. |
Din Raat दिन रात
04:25
|
|||
Jaadu,
tera yeh jalwa
pee loon,
jab kaabu mein aati nahi
yahaan mein
jaaga nahi
wahaan tu
soti nahi
ab mein
zyaada nahi mangti
par phir
kya hai ye mujh me kami
tera pyaar
laaya kahin
jahaan raat
aati nahi
ghar aaja
ghar aaja
ghar aaja
|
||||
7. |
Ek Nagma एक नगमा
04:21
|
|||
meri aankhein
jhooti nahi
in meh baatein
meethe nahin
woh zamaana
woh to gum gaya
mere haathon
se woh mit gaya
mein hoon nagma
ooncha nahin
tha meh sadma
jo bhara nahin
teri baahon
mein meh so gaya
tha woh sapna
jisse meh bhool gaya
jahaan se aaye the
woh to bhool gaye
aur ab hum
jaaye kahaan
isko peekar
chadhi nahi
woh the aasoon
haseen nahin
ek aandhi
ka tha intezaar
barbaadi
ka mein rishteydaar
jeena koi
jurm nahi
darna nahi
badhna nahi
jahaan se aaye the
woh to bhool gaye
aur ab hum
jaaye kahaan
jaaye kahaan
mein hoon nagma
|
||||
8. |
MJRH
03:31
|
|||
mein jee rahaan hoon
boond par
na koi sahara
na koi safar
jaan jayegi
jab meh safal
taaron ko dekho
mein hoon amar
mein jee rahaan hoon
boond par
na koi sahara
naaaaaa
na koi
|
Streaming and Download help
If you like LIFAFA, you may also like:
Bandcamp Daily your guide to the world of Bandcamp