Actions

Work Header

Parody: Behti Hawa Sa Tha Woh

Summary:

Kumara Varma lives to tell the tale, and narrates his story to Amarendra Baahubali as a parody of Behti Hawa Sa Tha Woh.

Notes:

Work Text:

Chakoo le aaya tha woh.

Maarne tumhen aaya tha woh

Kahaan gaya use dhoondho…

Mujhko jisne veer banaya

Us baahubali ka hatyara

Banne ki ummeed mein aaya tha woh!

Kumaar magar kam nahin kisi se–

Meri talwaar ke jhonke se

Seedha yam ke dwar pahuch gaya hai woh.

JIska bhi banda tha woh,

Kaan khulke sun le woh…

Kumar se bachke rahiyo!